Letra de Khudaya khair

Shahrukh Khan

Letra de Khudaya khair de Shahrukh Khan
Busca letras de canciones, artistas y radios de diferentes paises y ciudades.

Letra de KHUDAYA KHAIR de SHAHRUKH KHAN.

( Shahrukh Khan )

Raaton raal tara koi chand ya sitara koi gire to utha lena
o suniyon re tara chamkila hoga chand
sharmila hoga nath mein laga lena (BIS)

Zara si saawari hai woh zara si baawari hai woh
woh surme ki tarah meri Aankhon mein hi rehti hai

subah ke khawab se udaai hai palkon ke neeche chupai hai
mano na mano tum sote sote khawabon mein bhi khawb dikhati hai
mano na mano tum pari hai woh pari ki kahaniyaan sunati hai

CORO
Khudaya khair,khudaya khair
Khudaya khair,khudaya khair

Raaton raal tara koi chand ya sitara koi gire to utha lena
o suniyon re tara chamkila hoga chand
sharmila hoga nath mein laga lena

Tu hawa main zameen tu jahan main waheen
jab ude mujhe leke kyon udti nahin
tu ghata main zameen tu kahin main kahin
kyon kabhi mujhe leke barasti nahin

Zara si saawari hai woh zara si baawari hai woh
woh surme ki tarah meri Aankhon mein hi rehta hai

subah ke khawab se udaai hai palkon ke neeche chupai hai
mano na mano tum sote sote khawabon mein bhi khawb dikhati hai
mano na mano tum pari hai woh pari ki kahaniyaan sunati hai

CORO
Khudaya khair,khudaya khair
Khudaya khair,khudaya khair

Jab daant mein ungli dabaaye ya ungli pe lat liptaaye
badal yeh nichadta jaaye ohhh...
kuch kar ke woh baat ko taale jab maathe pe woh bal dale
ambar yeh sukadta jaaye ohhh...

woh jab nakhoon kurtarti hai to chanda ghatne lagta hai
woh paani par kadam rakhe sagar bhi hai jaata hai

subah ke khawab se udaai hai palkon ke neeche chupai hai
mano na mano tum sote sote khawabon mein bhi khawb dikhati hai
mano na mano tum pari hai woh pari ki kahaniyaan sunati hai

CORO
Khudaya khair,khudaya khair
Khudaya khair,khudaya khair....

**********
Video de Khudaya khair

Escuchar "Khudaya khair" online

Ver el Top 20 de las letras de canciones de los artistas más buscados en general.

Top 20 de los artistas más buscados en US