Letra de Deewana dil bekaraar tha

Udit Narayan, Abhijeet

Letra de Deewana dil bekaraar tha de Udit Narayan, Abhijeet
Busca letras de canciones, artistas y radios de diferentes paises y ciudades.

Letra de DEEWANA DIL BEKARAAR THA de UDIT NARAYAN, ABHIJEET.

( Udit Narayan, Abhijeet )

Deewana dil beqarar tha jiska mujhe intezaar tha
woh aa gaya
main aashiq huun deewana huun
shamma ka main parwana huun
deewana dil beqarar tha jiska mujhe intezaar tha
woh aa gaya
main aashiq huun deewana huun
shamma ka main parwana huun

bechain thi main har ghadi
raaton ko soyi nahi
deewanagi badhati gayi
khwaabon mein khoyi nahi
baaton hi baaton mein
mera dil tune liya
ho aankhon hi aankhon mein
jaadu kya tune kiya
meri toh saanson mein bas tu hai dilruba ha ha ha
deewana dil beqarar tha jiska mujhe intezaar tha
woh aa gaya
main aashiq huun deewana huun
shamma ka main parwana huun

dekha nahi pehle kabhi
aaisa sama jaan-e-jaa
koi nahi jaane sanam
iss pyar ki dastaan
main teri tu mera
begana hai yeh jahaan
ho deewane sun le tu
yeh meri dil ku zubaan
dhadkan mein bas jaaun
aa paas mere tu aa aa aa
deewana dil beqarar tha jiska mujhe intezaar tha
woh aa gaya
main aashiq huun deewana huun
shamma ka main parwana huun
Video de Deewana dil bekaraar tha

Escuchar "Deewana dil bekaraar tha" online

Ver el Top 20 de las letras de canciones de los artistas más buscados en general.

Top 20 de los artistas más buscados en US